Islami Maloomat

Deeni maloomat ka hasool har Musalman ki dili khwahish hoti hai — wazaif, maseen duaein, namaz ke durust tareeqe aur aamaal ke fazail. Is section me hum mustanad deeni maloomat aasan aur shirin zaban me pesh karte hain, taake har umr ka qaari samajh sake aur amal bhi kar sake.

Hum is baat ka khaas khayal rakhte hain ke sirf mustanad aur qabil-e-aitmad maloomat hi shaya hon. Jahan kisi riwayat me shak ho, wahan hum use chhor dete hain ya wazeh kar dete hain. Deeni moamlat me ehtiyat aur tehqeeq hi asal hikmat hai — aur yehi hamara usool hai.

Is zamre ke articles